So hello guys aa chuke hai new topic me start krne se pahele humare YouTube channel ko subscribe kar do jisme me details me sub kuch btane wala hoon .
Topic ye tha ki 4000 ghante ka watch time or 1000 subscriber complete hone pe hum kya kar sakte hai ki channel reject na ho balki aapko congratulations ka chamchamata hua wishes aaye YouTube ke taraf ki aap YouTube ke partner problem ke liye eligible ho. Or bilkul aisa message aaye
Subse pahele aapke karna ye ki monetization apply karne se pahele aapko aapne most viewed video ko acche se check krna hai ki kahi aapne kisi or ka content to usme use ni kara hua hai ya phir kuch aisa jo YouTube ke terms and policies ko follow na karta ho.
Subse pagele aapko apne channel ko acchi tarah se check karne ke baad under review me dalna hai monetization me dalne ke baad fir review complete hone ke baad aapko 2nd option me jana hoga jo ki adsense ko leke hoga or submit krte hai aapko adsense ke page pe YouTube redirect kr diya jaega jaha aapko adsense ka account bnana pdega or acche se bana ke usko submit karna hota hai.
Submit ho jane ke baad ye kuch time lega 7-8 hours mere lge the to shayad aapko bhi itna time lag sakta hai fir adsense aapko approval dega approval milne ke baad aapka second step bhi complete ho jaega .
Ab third 3rd step me aayega aapka main review esme click krne ke baad aapko 24 hours ka time lag sakta hai ya phir 2-3 day bhi lag jaega fir hone ke baad aapka channel monetize ho jaega or aapko message aayega ki congratulations your channel has been accepted into YouTube partner program.
Fir aapko monetization enable hone ke baad aise koi bhi galti ni karni hai jissse aapka channel par koi impact pade aapko har video youtube ki community guideline ko dhyan me rakhte hue bnani hai taki aapka channel aaccha se grow kar sake or aapko ek acchi khasi earning ho sake itna he ...
Agar aapko koi doubt ho to aap comment kar ke mujhe bata sakte ho ya phir instagram ya Facebook me bata sakte ho..
Thank you for reading 😊
https://youtu.be/Z7kTHkTYAEw
ReplyDelete