subscriber kaise badhaye ,How i gained my subscriber.
Questions-
subscriber kaise badhaye ,
1000 subscriber kaise badhaye,
youtube par subscriber kaise badhaye app,
youtube पर view कैसे बढ़ाएं,
So hello guys mera naam hai Vishal aur main aap sabko ek naye topic aap sabke favourite topic per baat karne ja Raha Hun ki subscriber kaise badhaen .
Per subscribe nahin badha paate Hain YouTube channel ko monetize karne ke liye hamen chahiye 4000 ghante ka watch time aur 1000 subscriber jo ki pura karna bahut hi aasan hai mere liye.
Maine apne YouTube channel par bahut hi jyada mehnat Kiya hai main YouTube Ko chhod chuka tha kyunki mujhe nahin pata tha ki YouTube mein 4000 ghante ka watch time aur 1000 subscriber kaise complete Karen main 4 channel khol chuka tha uske bavjud bhi main YouTube per 4000 ghante ka watch time aur 1000 subscriber complete karne mein asafal Raha bhut koshishon ke bad Maine YouTube per 4000 ghante ka watch time aur 1000 subscriber complete kar liya bus kuch easy steps mein.
step 1 -
Apne channel ka ek accha sa unique name rakhe jo YouTube par available naa ho jisse
Aap agar YouTube me famous ho jate ho to 100k hone par aapko silver play button mill
Sake agar aap kisi kaa name copy karoge to
Aapko koi faida ni hone wala.
Es liye khud se ek accha sa name soch kr apne channel ka name rakhe taki aapko bhi silver play button mill sake.
Step 2-
Aap apne channel ki category ko select karo
Jisme aap expect jo ya jisme aapko video bnani ho.
Upar diye gaye option me aap jiss catagory me apne YouTube channel me video post karna chahte ho to wo select karo .
Step 3-
Video daily post karo or accha video bnao
Jo aapki khud ki mahnat ho .
Video ko acche se edit kar lo .
Step 4-
Thumbnail bnana sikhe aisa thumbnail bnaye
Jo attractive ho ki koi bhi uspar click kiye bina
Ni jaye or video thumbnail se bhi accha jise log pura dekh sake jub sare viewrs aapke videos ko pura dekhte hai tb aapka video viral hone ke chances 100% bdh jate hai .
Step 5-
Or last me aata hai title , discription, or tag
To guys aapko apne videos ke hissab se ek accha title choose karna hai Google ke search terms me aati ho eese apka video search list me bhi aane ke chances badh jate hai.
Discription bhi likhna sikh le or sath he videos ke hisab se tag lga de ..
Thank you for reading 😊
@xmlreels997k
#xmlreels997k